Загрузка страницы

GYM Karne Se Height Rukti Hai? Does Weightlifting Affect Height Growth For Teens

Kya GYM Karne Se Height Rukti Hai, Does Weightlifting Affect Height Growth , does weightlifting stunt growth, does working out make you short, kya workout se height kam hoti hai, does workout effect on height growth, does lifting weights stunt growth, kya workout karne se height kam hogi does lifting stunt growth, best exercises for height, how to increase height, how to grow taller, weights uthane se height rukti hai, does working out make you short, does gym effect on height, does gym affect height, kitna weight hona chahiye , gym se height kaise badhaye, gym height workout, does lifting make you short
——————

Squats Article- https://powerliftingtechnique.com/do-squats-make-you-shorter/

Weight lifting Benefits - https://www.health.harvard.edu/staying-healthy/strength-training-builds-more-than-muscles

———————

Fitness mein sabse common question : Kya weightlifting se height rukti hai.

Aaj ke video mein mai aapko iska jawab dunga aur apne answer ko scientifically explain bhi karunga.

Toh pehle baat karte hai ki humari height kaise badti hai. Aapki body jo long bones hai.
1. Femur
2. Tibia and fibula
3. Humerus
4. hands aur feet,

In sab bones ke ends mein hoti hai humari Epiphyseal plates
Simple bhasha mein growth plates
growth plates cartilage ka bana hota hai aur yaha par jo cells hai, vo aapki growing age mein multiply karte rehte hai, aur eventuall in y ye cartilage bone se replace ho jata hai is process ko hum kehte hai ossification. Jab cartilage poori tarah bone se replace ho jata hai, tab aapke bones grow karna band ho jaate hai.
Toh Kya weightlifting karne se aapki height ruk jayegi, Answer hai bilkul nahi. Pehle mai samjhata hu ki ye logic ati kaha se hai. Jo bhi olympic lifters aap dekhoge, vo short hote hai, lekin unke short hone ka kaaran weightlifting nahi hai. Vo us sport mein acha perform karte hai kyu ki vo short hai, short hone se aapko weightlifting mein advantage milta hai kyu chote haat aur pair hone ki vajah se unka range of motion chota hota hai aur ye inhe apne tall competitors ke against ek advantage deta hai.
Similarly Basketball players basketball ki vajah se tall nahi hote, unke tall hona ek bohot bada reason hai ki vo basketball mei excel karte hai.

Ek aur argument hai ki squats ya overhead press ki vajah se humara spine compress hota hai, ye baat sahi hai, lekin vo temporary compression hoti hai aur exercise karne ke thode time baad hi vo vaapas apne natural height pe aa jata hai.
Inface jab aap normally khade rehte ho, tab bhi aapka spine thoda sa compressed rehta hai vs jab aap let te ho. to humare spine mein naturally is compression ko handle karne ki ability hai
Lekin iska matlab ye nahi hai ki shuru hote hi aap heavy lifting karne lago, Compound exercises ki light weight ke saath pehle technique seekho, uske baad dheere se weight badhao,
Just because weightlifting se height nahi rukti iska matlab ye nahi hai ki aap irresponsible ban jao. Injury kisi bhi sport mei ho sakti hai toh its important ki hum isko responsibly kare.
Aapke bones ki length kaise ruk sakti hai? Agar aapne apne growth plate ko fracture kar diya, toh hi uski growth mein problems aa sakte hai, ye bhi zyaadatar cases mein heal ho jate hai.
Ab growth plate fracture hone ka sabse high chance hai kisi bhi contact sports mein, jaise football, rugby, ya gymnastics ki training mein)
Ab mein ye nahi keh raha ki ye cheeze mat karo, agar aapko karna hai toh zaroor karo, Mai bas aapko ye perspective dikha raha hu ki in cheezo ke liye toh humare parents ek second mein bolte hai. Lekin weightlifting ke liye.
Weightlifting mein hum slow controlled reps karte hai perfect technique ke saath, isme growth plate ke damage ka koi risk hee nahi hai. Unless aap apne dumbbell ko exactly uspar girate ho.
Studies ne prove kiya hai, Link aapko description mei mil jayegi, ki Weightlifting karne se bones ki strength aur density badti hai, Jisse Fracture risks aur sports related injuries kam hote hai.
--------------
Protein Supplements that I’ve used and Recommend-

1.Optimum Nutrition Gold Standard Whey - https://amzn.to/2TwXxyK

2.Powerus Whey Protein (Unflavoured, Tastes good with bournvita) - https://amzn.to/32Dts4Q

3. Optimum Nutrition Whey Protein - https://amzn.to/32C51Vx
--------------
OTHER PRODUCTS THAT I USE
1. USI Powerlifting Belt - https://amzn.to/3cvruYW.
2. Creatine Monohydrate - https://amzn.to/3cqQQHt
3.Creatine Monohydrate (Buy 2 For a Discount) - https://amzn.to/2TnnYXK
3. Knee Wraps - https://amzn.to/2Vz0MZe
4. Wrist straps - https://amzn.to/2wnjicn
--------------
Hair Products That Im Currently Using / Used In The Past and Recommend
1. Shampoo (Olaplex) - https://amzn.to/39c3705

2.Conditioner (Olaplex) - https://amzn.to/2vuGTrx
3. Shampoo and conditioner (Wow skin science) - https://amzn.to/38bBWRO
4. Argan oil - https://amzn.to/2IaBhFS
5, Aloe vera gel - Buy the plant and extract the gel from the leaves :)

——————————
Instagram- https://instagram.com/aryankhanna.17?igshid=iismopwvnx66

Видео GYM Karne Se Height Rukti Hai? Does Weightlifting Affect Height Growth For Teens канала Aryan Khanna
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
13 апреля 2020 г. 22:05:40
00:06:38
Яндекс.Метрика