Загрузка страницы

Darood Sharif; Ka Raaz By Allama Iqbal| Darood E Pak Ki Fazilat

Assalam-0-Alaikum; mere aziz sathiyo es video mein aap ko Darood sharif ka raaz bataya gaya hai. ke Darood sharif ko parhne ki kiya fazilat hai aur Darood sharif ko parhne ka sahi tarika kiya hai ke jis ke parhne se Darood sharif humare dil mein sama jaye aur jis ke parhne se humain faida ho aur allama iqbal Darood sharif ke raaz ko kis tarhan se bayan karte hain agar aap Darood sharif ka raaz janna chahte hain to es video ko zaror dekhain Inn Sha Allah aap ko Darood sharif ka raaz bhi malom ho jaye ga aur es ko sahi parhne ka tarika bhi pata chal jaye ga aur aap ko Darood sharif ki Fazilat ka bhi pata chal jaye ga.

More information vist for

https://twitter.com/fikar_iqbal
https://www.facebook.com/Advocate-Zuhaib-Hafeez-218700805689062
https://plus.google.com/114569222010513170152

Darood Sharif Ka Raaz;

Allama Iqbal kehte hain -Kafir e hindi hon main par dekh mera zooku shoq - meri lub par salato darood mere dil mein salato darood. darood sharif ke bare mein iqbal kehte hain ke mera dil bhi namaz parhta hai mera dil bhi darood sharif parhta hai.meri zuban bhi namaz parhti hain meri zuban bhi darood sharif parhti hai. sab log yehi kehte hain ke namaz dil se parhni chahiye sab log yehi kehte hain ke darood sharif bhi dil se parhna chahiye lakin es ka nuskha nahi jante darood sharif ko parhne ka tarika nahi jante. ibtada mein yani shoro shoro mein dil darood sharif nahi parh sakta. kiun ke dil ke dharkan sirf tik tik karti hai. jis tarhan aik bacha paida hota hai bache ki zuban aik gosht ka lothra hai ye do talon ke darmiyan hai.

Darood E Pak Ki Fazilat BY Allama Iqbal

Aur dil do pasliyon ke darmiyan hai bacha es zuban ko jo gosht ka tukra hai es ko takrata hai es 2 talon ke darmiyan es tik tik ke sath awaz nikalne ki koshish karta hai jis ke natije mein wo kamyab hota hai aur ye sab se pehle kehta hai amma phir kehta hai amma dodh dey phir kae tik tik ko mila ke kehta hai amma dodh de phir batein bhi karta hai Quran pak bhi parhta hai tilawat bhi kata hai namaz bhi parhta hai darood sharif bhi parhta hai esi tarhan dil jo 2 pasliyan ke darmiyan hai ye pehle na darood dharif parh sakta hai na namaz parh sakta hai sab se pehle ye Allah Allah kar sakta hai dil ki dharkan ke sath es tik tik ke sath
pehle karta hai Allah Allah Allah Allah hu Allah hu Allah hu phir kae tik tik ke sath mila ke kehta hai La ilaha ela Allah mazed jab koshish hoti hai to phir ye kae tik tik mila ke parhta hai la ilaha ela allah muhammadur rasulullah. Phir farishte bhi kehte hain ke ye ab humra ho gaya hai. kiun ke phir ye dil ki zuban khul jati hai darood sharif parhne se phir aap namaz parhein sath dil bhi namaz parhta hai phir aap darood sharif parhein sath dil bhi darood sharif parhta hai ap Quran pak ki tilawat karein sath dil bhi tilawat karta hai aap naat sharif sunein sath dil bi naat sharif parhta hai phir wohi banda jab sota hai raat ko to ghar wale kehte hai ke tum naat parh rahe thy Quran parh rahe thy. Par wo banda kehta hai ke main to so hi raha tha ye wo asli raaz hai dil ke zarye se namaz parhne ka aur darood sharif parhne ka kuch log hote hain jo darood e taj parhte hain ke Nabi pak sallallahu alaihi wasallam ka dedar ho jaye lakin wo dedar nahi ho pata kiun ke zuban ke parhne se dedar nahi hota balke dil ki zuban se darood e taj parhne se Aqa e 2 jahan Muhammad Mustafa sallallahu alaihi wasallam ka dedar hota hai . aye iqbal ke es haqiqi massage ko samjhein apne dil ko darood sharif parhain apne dil ko namaz parhain us ke liye aap ko sab se pehle practice karni pare gi . dil ki dharkan ko sab se pehle Allah Allah mein lagana parhe ga es dil ki dharkan ko Allah Allah mein lagane ke liye apne dil ki dharkanein mehsos karin chahe wazu hai ya nahi hai dil ka wazu pani se nahi hona dil ka wazu Allah ke Noor se hona hai. Ankhin band karin tawajo dil ki janib rakhin dil dharkan mehsos karin aur sath sath parhin Allah hu Allah hu Allah hu.

I'm Muhmamad Zuhaib Advocate and a practice in lawyer.I am passionate in the message of Allama Iqbal.My channel is going to elaborate the message of Iqbal to the youth of Pakistan in true sense.

More Related Videos

https://youtu.be/_HnxTt828i8
https://www.youtube.com/watch?v=ukEfa6BBIG4
https://www.youtube.com/watch?v=oIShhsYUx-8
https://www.youtube.com/watch?v=QzhuwOyHnh0

Видео Darood Sharif; Ka Raaz By Allama Iqbal| Darood E Pak Ki Fazilat канала Fikar E Iqbal
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
15 ноября 2018 г. 13:01:17
00:04:55
Другие видео канала
Darood Pak ki barkat say joo chaho gay Allah ki taraf say millay ga ...Darood Pak ki barkat say joo chaho gay Allah ki taraf say millay ga ...Allama Iqbal ؒ Ne Kis Raz Se Parda Uthaya Most Emotional & Cryfull Bayan By Raza Saqib Mustafai 2017Allama Iqbal ؒ Ne Kis Raz Se Parda Uthaya Most Emotional & Cryfull Bayan By Raza Saqib Mustafai 2017How Was Allama Iqbal Life  Changed | Darood Pak Ki Fazeelat | Life Changing Video Rohail VoiceHow Was Allama Iqbal Life Changed | Darood Pak Ki Fazeelat | Life Changing Video Rohail VoiceAllah Ki Zaat Ko Pane Ka Amal!!!Allah Ki Zaat Ko Pane Ka Amal!!!Darood e Pak Ki Fazilat (Hakeem Ul Ummat Dr. Iqbal) by Asgher Hussain Attari vs Dr Zakir NaikDarood e Pak Ki Fazilat (Hakeem Ul Ummat Dr. Iqbal) by Asgher Hussain Attari vs Dr Zakir Naik7th Ramadan 2018, After Salat al Fajar || Durood Ibrahimi Ky Purisrar Raaz || 2018-05-237th Ramadan 2018, After Salat al Fajar || Durood Ibrahimi Ky Purisrar Raaz || 2018-05-23Darood Sharif kay Fazail aur Barkat ka Bayan || Prof. Dr. Qazi Sultan SikandarDarood Sharif kay Fazail aur Barkat ka Bayan || Prof. Dr. Qazi Sultan SikandarQalandar; Ka Raaz By Allama Iqbal | Explanation By Advocate Muhammad ZuhaibQalandar; Ka Raaz By Allama Iqbal | Explanation By Advocate Muhammad ZuhaibAllama Iqbal And Khawaja Moinuddin Chishti Ajmeeri(رحمۃ اللہ تعالیٰ علیہ) | Allama Iqbal Ky WaqiatAllama Iqbal And Khawaja Moinuddin Chishti Ajmeeri(رحمۃ اللہ تعالیٰ علیہ) | Allama Iqbal Ky WaqiatDurood e Pak ki Barkat | درودپاک کی برکات | Shaykh-ul-Islam Dr Muhammad Tahir-ul-QadriDurood e Pak ki Barkat | درودپاک کی برکات | Shaykh-ul-Islam Dr Muhammad Tahir-ul-QadriNabi ﷺ Par Darood o Salam Parhne Ky Fazail !! Short Durood Sharif ! (By Engineer Muhammad Ali Mirza)Nabi ﷺ Par Darood o Salam Parhne Ky Fazail !! Short Durood Sharif ! (By Engineer Muhammad Ali Mirza)Zikr E Qalbi Ata Hone Ki Alamat Aur Nishaniyan!!!Zikr E Qalbi Ata Hone Ki Alamat Aur Nishaniyan!!!Namaz Ki Ahmiyat - Durust Namaz - Faqeer Noor Muhammad Kulachi!!!Namaz Ki Ahmiyat - Durust Namaz - Faqeer Noor Muhammad Kulachi!!!apni nasal ke andar Huzoor ka Ishq Kisa Pida  kry allama iqbal ny bta dia by Muhammad Saqib Razaapni nasal ke andar Huzoor ka Ishq Kisa Pida kry allama iqbal ny bta dia by Muhammad Saqib RazaDarood Sharif Ke Fazail Ke Bare Mein Nabi Pak Muhammad SAW Ne Kya Farmaya?Darood Sharif Ke Fazail Ke Bare Mein Nabi Pak Muhammad SAW Ne Kya Farmaya?drod e pak kon sa parna chahiye-dord e taj kahan se a ya-Hafiz Hafeez Ur Remna Qadridrod e pak kon sa parna chahiye-dord e taj kahan se a ya-Hafiz Hafeez Ur Remna QadriDarood Sharif Ki Lakhon Barkatin Jin sy Allah Pak Har Zarort Pori Farmaty HainDarood Sharif Ki Lakhon Barkatin Jin sy Allah Pak Har Zarort Pori Farmaty HainDarood Ibrahim Ka Aysal Maksad Kia Ha | Sheikh Iqbal salfiDarood Ibrahim Ka Aysal Maksad Kia Ha | Sheikh Iqbal salfiAllama Iqbal Ki Rohani Parwaz!!!Allama Iqbal Ki Rohani Parwaz!!!Allama Iqbal Ny Ap Sarkar (PBUH) Per kitna Durood Parha, TV99Allama Iqbal Ny Ap Sarkar (PBUH) Per kitna Durood Parha, TV99
Яндекс.Метрика