Загрузка страницы

Lata Mangeshkar - Dil Se Hai Pyara - Mohar (1959)

Lata Mangeshkar - Dil Se Hai Pyara - Mohar (1959)

Music: Madan Mohan
Lyrics: Rajender Krishan
Film: Mohar (1959)
Note: The song is mistakenly labeled as "Dilwalon Ki Mehefil Me" in the video title.

Video scenes taken from Diana y Acteon by The Bolshoi Ballet

This is a lovely, sweet, and upbeat song from the tuneful trio of Madan Mohan/ Lata Mangeshkar/ Rajender Krishan from the film Mohar, which also has the well-known pathos-filled song from the same trio: "Tum Ho Saath Raat Bhi Hasin Hai."

Again, as I could not locate the original video for the song, I have combined it with a beautiful ballet performance by the Bolshoi Ballet.

Lyrics:
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil hai usi ka deewana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil hai usi ka deewana
Chand sitare us par vare
Pyar hai uska najrana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil hai usi ka deewana

Dekh ke jiska jalva chadhta
Suraj pani bharta hai
Ha suraj pani bharta hai
Aasman bhi me uske aage
Jhuk kar sajde karta hai
Tu jhuk kar sajde karta hai
Mast hawaye jab laharaye
Gaye usi ka afsana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil hai usi ka deewana

Wo jo bag me aa nikale to
Sokh bahare sharmaye
Bhule se jo hans de to
Phulo ko pasine aa jaye
Phulo ko pasine aa jaye
Hosh uda ja samne aa ja
Aake kyu hai begana

Dil se hai pyara jiska ishara
Dil hai usi ka deewanaa
Chand sitare us par vare
Pyar hai uska najrana
Dil se hai pyara jiska ishara
Dil hai usi ka deewana.

Видео Lata Mangeshkar - Dil Se Hai Pyara - Mohar (1959) канала bemused321
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
24 августа 2013 г. 22:13:09
00:03:19
Яндекс.Метрика