Загрузка...

Endometriosis Symptoms and Signs in Urdu #shorts #shortvideo

Endometriosis Symptoms and Signs in Urdu.
endometriosis kya hota hai? symptoms, causes, and treatment in Urdu.
Uterus ya Bacha Dani k ander aik lining hoti hai jissay endometrium kehty hain. jaisy jaisy apkay period ya menses cycle aagy ki taraf barhta hai tou ye lining thick hona shuru ho jati hai. aur period agly period start hony se pehly ye lining toot jati hai. jis se bleeding strat ho jati hai aur apkay period shuru ho jaty hain. lekin endometriosis k patient me toto hui endometrium k parts na sirf vagina me jaty hain balky dusri jaghon jaisa k ovries ya fallopian tube me chaly jaty hain. is process ko endometriosis kehty hain.

Endometriosis signs and symptoms are
1) infertility
2) Painful period
3) Heavy menstrual bleeding
4) Pain during sex
5) Back Pain

Endometriosis Treatment in urdu
dard ko rokny k liye pain killers di jati hain.. is k ilawa hormone therapy
di jati hai. harmones therapy mein contraceptive medicine istemal ki jati hain
is k ilawa mirena coil aurat k ander rakhi jati hai..
last jo option jo hota hai wo hain surgery.
https://youtu.be/W9Jij6wZmLc
endometriosis kya hota hai , endometriosis in urdu , endometriosis symptoms , Endometriosis Treatment, endometriosis treatment in urdu , endometriosis kiya hai , endometriosis symptoms and signs , endometriosis ki janch kaise hoti hai

Видео Endometriosis Symptoms and Signs in Urdu #shorts #shortvideo канала Be Healthy
Страницу в закладки Мои закладки
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки