Загрузка страницы

Ayatullah Sistani: Non Muslim se Veg Food ke Ahkam | Eating from Non Muslims | Restaurant mein khana

#SabeelMedia #Sistani #Islam

https://www.sistani.org/persian/book/53/232/

Wo Musalman jo non islamis country mein rahte hain aur wo kisi Restaurant ya Hotel wagera mein Diner ya lunch ke liye jana chahte hai to un ke samne ek badi mushkil aati hai ke ye Halal hai Haraam ? Paak hai ya Najis ?
Is mushkil ke rahe Hal ko janne ke liye Ayatollah Sistani H.f ke Fatwe ko janne ki koshish karte hain

Q:Kya Ham Ahle kitab ke hath se bana hua khana kha sakte hain?
Ans: Ayatollah Sistani H.f ke Jadeed Fiqhi masael ke masla no 154 ke mutabiq
Ahle kitab ke hath ke bane hue kahne ko kha sakte hai chahe unho ne khana gile hatho se hi banaya ho han lekin ye Hukm us waqt tak hai jab tak ham ye na jante ho ke un ke khane mein aisi cheez mili hai jas ka khana Haram hai jaise sharab wagera

Q:kya ham aise Non Muslim se jo Ahle Kitab nahi hain un ke Hath ka bana hua khana kha sakte hai?

POINT
Is Sawal ke Jwab Shuru karne se pahle ham ek point ko clarified kana chahte hain
Islam mein Khane ke Ahkam bayan kye gaye hain jo is Video mein bayan hon ge lekin is ka matlab bilkul ye nahi hai ke Musalman ghair e Musalman ko apna Dost nahi bana sakta ye neki nahi kar sakta

Ayatollah Sistani H.f is silsile mein farmate hain:
Musalman gair musalman ko apna sathi or dost bana sakta hai
Is tariqa se ke dono ek dosre ke liye sachche or saaf dil hon or zindigi ki zaroraton ko pura karne mein ek dosre ki madad kren aur musalman gair musalmano ke liye neki aur khair khai kar sakta hai

Masala no 155: wo khana jise non muslim ghair ahle kitab ne taiyar kiya hai aap use bhi kha sakte hai do shart ke sath

1. Gair muslman ke geele hath lagne ka Ilm na ho
2. Us khane mein koi Haram cheez jaise sharab na mili ho

Masla no 156 ke mutabiq:
Wo khana Jis ke banana wale ke Deen aur Eeman ka pata na ho aur ye bhi maloom na ho ki us ne ye khana kis cheez se banaya hai to aisa khana kha sakte hai
Bas ek shart ko dheyan mein rakhna hoga :

Aap ko ye namalom na ho ke us khane mein koi aisi cheez mili hui hai jis ka khana Haram hai jaise sharab wagaira. Agar maloom hai to phir nahi kha sakte

Research karna Zaruri nahi
Masla 156 : Aisi jagah jaha khana banana wale ky deen aur emman ka pata na ho to uske deen aur eeman ka pata lagana Zaroori nahi hai chahe tahqiq bilkul aasan hi ho

Q: Kya ham Packed Food kha sakte hain?

Ans: Mukhtalif qism ke canned aur pack khane gosht ke alawa khaye jaskate haiAns:
Chahe insan ko ye shak hi qyu na ho ke kahe is mein Haram cheez to nahi mili
Ya kahi is us ke banana wale ka hath geela to nahi tha
canned aur pack khane mein bhi tahqiq aur research ki zarurat nahi hai
👇🏼 Sabeel Media ko support karne ke liye hamse raabta karen.

1⃣ Patreon👇🏼
http://Patreon.com/SabeelMedia

2⃣ PayTm👇🏼
PayTm No: 9711547865

3⃣ Google Pay
+918454046678

4⃣ Net Banking👇🏼

Bank Account Name: SABEEL WELFARE FOUNDATION
Bank Account Number: 921020015945969 (All are Numbers)
Bank Name: Axis Bank
IFSC code: UTIB0000395
Branch Name: MIDC ANDHERI BRANCH

1. Must watch and share with your friends and relatives. Sharing knowledge gives sawaab.
2. Is video ko zyada se zyada logon se share karen.
3. Is video clip ke baare mein apke comments zaroor likhen..
---------------
Join us on social media by following links:
https://Instagram.com/SabeelMedia.in
https://youtube.com/SabeelMedia_in
https://wa.me/918928514110
https://Fb.com/SabeelMedia.in
https://t.me/Sabeelmedia_in
media.sabeel@gmail.com

Видео Ayatullah Sistani: Non Muslim se Veg Food ke Ahkam | Eating from Non Muslims | Restaurant mein khana канала Sabeel Media
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
11 августа 2020 г. 11:00:05
00:04:53
Другие видео канала
Ayatullah Sistani: Non Muslim se Non Veg Food ke Ahkam | Eating from Non Muslims | Restaurant FoodAyatullah Sistani: Non Muslim se Non Veg Food ke Ahkam | Eating from Non Muslims | Restaurant FoodAyatullah Sistani's advice to Married Couples | Husband Wife ke Rights kya hain? |Ayatullah Sistani's advice to Married Couples | Husband Wife ke Rights kya hain? |Imam Hussain (as) Ka Sar e Mubarak Kaha Dafan Hua| Muharram me fish khana | Namaz Shab padne ka timeImam Hussain (as) Ka Sar e Mubarak Kaha Dafan Hua| Muharram me fish khana | Namaz Shab padne ka timeLadkiya scooti chala sakti hai? Shahwat ko Dawa se Control karna? Ladki ka Hair Highlight karna?Ladkiya scooti chala sakti hai? Shahwat ko Dawa se Control karna? Ladki ka Hair Highlight karna?Ayatullah Sistani, Ayt Khamenei's Fatwa Reg Films, Serials | Laws reg Bollywood Movies, Hindi serialAyatullah Sistani, Ayt Khamenei's Fatwa Reg Films, Serials | Laws reg Bollywood Movies, Hindi serialکافر کے ہاتھ کا کھانا کھانا۔ \ non muslim  ko khana khilana | kafir se khana \\ lecture 225کافر کے ہاتھ کا کھانا کھانا۔ \ non muslim ko khana khilana | kafir se khana \\ lecture 225Ayatullah Sistani: Jism ke izafi baal kaatne ka hukm | Lait kar Quran padhna | Song bechne ka hukmAyatullah Sistani: Jism ke izafi baal kaatne ka hukm | Lait kar Quran padhna | Song bechne ka hukmLadkiya jeans aur top pahan sakti hai? | Kya miya biwi jannat me milenge | Basic Rules of BusinessLadkiya jeans aur top pahan sakti hai? | Kya miya biwi jannat me milenge | Basic Rules of BusinessMajlis mein makeup karna? Azadari Qabool hui, kaise pata chale? Mitti ke najis bartan kaise paak ho?Majlis mein makeup karna? Azadari Qabool hui, kaise pata chale? Mitti ke najis bartan kaise paak ho?Qaza namaz calculate tariqa? | Gutka kha kar majlis, masjid mein jana? | Biwi ka parents ki madad?Qaza namaz calculate tariqa? | Gutka kha kar majlis, masjid mein jana? | Biwi ka parents ki madad?Sardi me Garm Pani se Ghusl | Business par jadoo ho sakta hai? | Mustahab Namaz Baith kar padna?Sardi me Garm Pani se Ghusl | Business par jadoo ho sakta hai? | Mustahab Namaz Baith kar padna?Cigarette pene ka hukm |Safar mein qaza hui namaz | Wuzu mein chehra kitni bar dhulen |Cigarette pene ka hukm |Safar mein qaza hui namaz | Wuzu mein chehra kitni bar dhulen |Ayatullah Sistani ki Unmarried Ladkiyo ko 6 Important Advice | Shadi ki naseehat |آیت الله سیستانی |Ayatullah Sistani ki Unmarried Ladkiyo ko 6 Important Advice | Shadi ki naseehat |آیت الله سیستانی |Ayatullah Sistani: Ladies ka juloos me jaana jayez? | Ladies T-shirt Pahan Kar Namaz Padh Sakti hai?Ayatullah Sistani: Ladies ka juloos me jaana jayez? | Ladies T-shirt Pahan Kar Namaz Padh Sakti hai?Raat ko nakhun katna? Nail Cutting ka Sunnat Tariqa, adaab | Lambe Nakhoon? | Aqeeq, Firoza ka asarRaat ko nakhun katna? Nail Cutting ka Sunnat Tariqa, adaab | Lambe Nakhoon? | Aqeeq, Firoza ka asarAyatullah Sistani Ramzan Imp Q&A | ज़रूरी सवालों पर आयतुल्लाह सीस्तानी के जवाब | آیت اللہ سیستانیAyatullah Sistani Ramzan Imp Q&A | ज़रूरी सवालों पर आयतुल्लाह सीस्तानी के जवाब | آیت اللہ سیستانیBitcoin investment ka hukm | Memory kaise badhaye? | Waledain se kab sakhti kar sakte hai?Bitcoin investment ka hukm | Memory kaise badhaye? | Waledain se kab sakhti kar sakte hai?Ghusl ke Ahkam | Ahkam of Ghusl | Shia Ahkam of Ghusl | Gusl ka tareeqa I Ayt Sistani Ayt Khamenei |Ghusl ke Ahkam | Ahkam of Ghusl | Shia Ahkam of Ghusl | Gusl ka tareeqa I Ayt Sistani Ayt Khamenei |Khana Khane ke darmiyaan paani peene ka hukm? | Ghusl e Juma ki fazilat aur uska sahi waqt kya hai?Khana Khane ke darmiyaan paani peene ka hukm? | Ghusl e Juma ki fazilat aur uska sahi waqt kya hai?
Яндекс.Метрика