Загрузка страницы

Is Arc Reactor possible in real life in Hindi Explained - PJ Explained

Hello Everyone! Is video me main aap sabko batana chahta hu ki kya Ironman ka #ArcReactor apne asli zindagi me possible hai. Aur agar possible hai to kya kya taklife aapko padengi usse lene me. #thepj

Social Media handles where you can find me and can get personally connected:

Subscribe: https://goo.gl/mue696

Channel Link: www.youtube.com/pjexplained

If you have any problem mail me: priyanshukalwar@gmail.com

Like our official FB page : https://www.facebook.com/1pj

Follow me on Instagram: @priyanshukalwar

Background Music: Intentions

Transcript:
Kya Ironman ka Arc reactor asli zindagi me possible hai ? Dekhte hai yaar abhi pata chalhi jayega. To sabse paihle ye jan le ki ye Arc Reactor hai kya. Arc Reactor ek tarike ke power source hai jo initialy palladium se bana hua hai. Jo #Ironman ke Mark 1 suit ka hai. Aur Tony thaira khurafati admi.
Vo hamesha apne Arc Reactor koo modify aur upgrade karta rehta hai. Taki uski technology me koi lekin na laga rahey. Aur abhi ke taur pe #AvengersInfinityWar me Ironman me Vibranium ki madad lekar nanomites ke zariye apna suit banaya joki kafi chalak plan tha.
Kyo ki agar tony apna tin ke dabbe se Thanos ko marne jata to Banner abhi uski maiyat ki pudi kha raha hota. Aur Tony ke ye bada wala arc ractor apne asli zindagi me hai. Ji ha apne thik suna ye bada wala fusion reactor.
Apne asli zindagi me earth pe hai. Aur jaise ki log ise Tokamak Fusion Reactor bhi kehte hai. ye Arc rector itna bada hai ki ek thim park jitna area bhi iske liye chhota padega. Jobhi ho yar logo ne izzat rakhkhi na apni.
Movie ka mega ractor aur real ka reactor me bohot antar hai movie me reator ka thada rakhne ke liye ye par koi bhi equipments nazar nahi a rahe hai aur ye sale sab is donut ke itne pass khade hai ki inki radiation se hi inki fat ke flower ho jani chahiye.
Apne asli wale fusion reactor me kitna bhi bada scientist ho use specified suits pehen ke hi kam karna padta hai taki kisibhi tarike ki uch nich na ho. Varna samaj ko kya mu dikhayenge log. Reactor hai apne pass bas problem ye hai ki.
Is ek katori jitni size me compress karna hai. Aur jaha tak main yani PJ janta hai ki yeha Rudolf dada apna thermodynamics na niyam pel denge. Kahenge nahi ye hohi nahi skta. Itno sari energy ko agar tum ek chhote se container ya point pe lake store karna chahoge.
To itni heat produce hogi ki do bate hongi paihle to vo container lambe samaye ke liye use store nahi kar payega aur fat jayega jiske karan khud to maroge tin char gao aur leke duboge. Aur dusari bat ki jaise agar aap ek mount Everest ko ek matar ke dane ke barabar compress karnege to vo ek black hole ban jayega.
Aab kya chahte ho tumhare chakkar me pura ka pura planet hi uda de. Dekho bhai ye asli jindagi hai. Na tumhare baap howard stark hai aur na tum science ke master ho. To ye kam scientist pe hi chhod do.
Aisi bat nahi hai ki ispe research nahi chal raha hai. Ki isi aur chhota kaise kiya jaye. Bhai jitna chhota hoga kharcha utna kam girega. Chalo just imagine apne pass kam hi kya hai. Imagine hi karte rehta hai.
To chaliye aaj se 100 saal bad is arc rector pe arbo rupay kharch kar ke isse ek katori jitni size ka bana liya gaya. aab ise cool bhi kar liya gaya. Thik, aab iski power ko mam mutabik distribute kaise karoge akal ke ando. Baat ko samjho.........

Видео Is Arc Reactor possible in real life in Hindi Explained - PJ Explained канала PJ Explained
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
24 июня 2018 г. 9:01:35
00:05:07
Яндекс.Метрика