Загрузка...

War Between Dharma and Promise || Krishna and Arjun

D 84 | Madhav Motion
Waqt badle ya haalaat dharm aur sach ka saath nahi chhodna chahiye

Aaj Arjun ki us kahani se hum 5 baatein seekh sakte hain jo hamari roz ki life mein bhi utni hi powerful hain

1 Khud par bharosa karna seekhiye
Kabhi kabhi haalaat daraate hain lekin apne andar ke sach par tikna sabse badi taakat hai

2 Har problem ka solution shaant dimaag se mil sakta hai
Jaise Arjun ne mushkil samay mein bhi apna patience nahi khoya

3 Purane waade zaroori hote hain lekin waqt ka sach unse bada hota hai
Jahan sahi karna ho wahan himmat se sahi raasta chuniye

4 Apne andar ke yoddha ko pehchaaniye
Har din hum apne office family aur sapno ke beech apna khud ka Kurukshetra ladte hain

5 Sahi faisle kabhi akela nahi liya jaata
Jaise Arjun ne Krishna ki salah yaad rakhi waise hi sahi guidance aur direction zaroori hai
Agar aap bhi apni life ke Kurukshetra mein apna sach dhoond rahe hain
toh chaliye milkar Walk with Madhav par ek kadam aage badhte hain
Is kahani ko kisi apne ke saath zaroor share kariye jo apna yudh lad raha hai

#WalkWithMadhav #Day84 #MadhavMotion #SpiritualJourney #ModernArjun #InnerWarrior #KurukshetraWithin #SelfTransformation #TruthAndCourage#mahabharat #arjun #harekrishna #iskcontemple

Видео War Between Dharma and Promise || Krishna and Arjun канала Shubham Pokhriyal
Страницу в закладки Мои закладки
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки