Загрузка...

हमने किए श्री खाटूश्याम जी के VVVIP दर्शन 🙏

हमने किए श्री खाटूश्याम जी के VVVIP दर्शन 🙏 | EP 8

🙏 Jai Shri Shyam 🙏

Is vlog mein hum pahunche Rajasthan ke prasiddh dham Shri Khatu Shyam Ji Temple jahan hume mile bahut hi khaas VVVIP Darshan ka anubhav ✨
Padmini Ekadashi se pehle mandir ka mahaul, bhakton ki bhakti aur Shyam Baba ke darshan ne dil khush kar diya ❤️

Is poori yatra mein humne explore kiya:
☕ Famous Vinayak Hotel & Restaurant ki chai
🌶️ Khatushyam Ji ke mashhoor mirchi bade aur kachori
🙏 Pavitra Shri Shyam Kund ke darshan
🛕 Mandir ke aas paas ka beautiful atmosphere
✨ Aur VVVIP Darshan ka poora experience

Agar aap bhi Khatushyam Ji jaane ka plan bana rahe ho to ye vlog aapke liye helpful aur exciting dono hone wala hai ❤️

Follow @couplethatexplore for more such vlogs

Follow us on Instagram https://www.instagram.com/couplethatexplore

Thank you So much for Watching

God Bless you All ♥️

Видео हमने किए श्री खाटूश्याम जी के VVVIP दर्शन 🙏 канала Anisha and Rishabh Jain
Яндекс.Метрика
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки
Страницу в закладки Мои закладки
На информационно-развлекательном портале SALDA.WS применяются cookie-файлы. Нажимая кнопку Принять, вы подтверждаете свое согласие на их использование.
О CookiesНапомнить позжеПринять