Загрузка страницы

Why Joker hates Humanity? 🃏 | Explained in Hindi| PJ Explained

The #Joker hates civility because he views it as a facade that demands endless suffering, in exchange for species-wide delusions of self-importance and a highly limited sense of peace and prosperity. Humanity happens to be the species that most encourages such a phenomenon in his life, so he focuses most of his efforts on affecting humanity. #thepj #2019 #dc

Main Yaha milunga!

Subscribe: https://goo.gl/mue696
Channel Link: https://www.youtube.com/pjexplained

My social Media Handel's:

Facebook: https://www.facebook.com/1pjmag/
Instagram: https://www.instagram.com/priyanshukalwar
Twitter: https://twitter.com/priyanshukalwar/
Gmail: priyanshukalwar@gmail.com

Some of my favorite videos:
1. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

2. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

3. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

4. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

5. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

Background Music: Arms Dealer

Transcript & Tags:
2008 ki Nolan ki picture ke bad aaj jake hame 2019 me koi achi joker ki movie dekhne ko milne wali hai. Suicide Squad ke joker ko main consider nahi kar raha, Kyu?. Kyuki yaar maza hi nahi aya, isme koi jyada dimag lagane wali bat hai kya?
Lekin agar koi bhi joker ki movie aye usme ye bat zarur rehti hai ki, Joker Humanity ko pasand nahi karta. Lekin akhir kyo? Aisi konsi bat hai jo joker ko hamare bare me pasand nahi. Iske bare me janne ke liye hame iski history janni hogi.
Bohot lengthy nahi karunga moti mota samjha deta hu, Joker ki first appearance 1940s ki Batman ki comic #1 me ayi thi. Ye character itna busy hai ki iski sakado comics aur animations aa chuki hai. Kamse kam darjan bhar to video games me feature ho chuka hai.
Aur aab 4 live action movie me bhi dikh chuka hai. Joker ki personality kai bar change hote huye hame dekhne ko mili hai. Jaise ki kahi hame ye humiliate karte huye dekhne ko milta hai, to kahi hame hamesaha paise ke bare me sochte dikhta hai,
Yaa fir ye confuse rehta hai, ya fir hame confuse bana raha hai ki ham confuse rahe, ki kya ye hamsha confuse rehta hai, joki reality me ye confuse nahi hai. (I’m a joke to you)
Jaise ki yehi dekhlo ek jagah ye rich hone ki bat keh raha hai aur dusari jagah sare paise jala raha hai. Batman aur Joker ki start ki kahani almost same hai. Bass kisi ko bhi, ya fir tum ko hi, bass ek bura din chahiye, apni like me achha ya bura banne ke liye.
Batman aur Joker dono ne hi apni family ko kho diya hai, bas difference yehi hai ki Batman ne koi aur rasta chun liya, aur Joker ne koi aur. Joker bhi Batman ko sidhe directly marna nahi chahta, vo use tadhapta huye dekhna chata hai, rote huye dejhna chahta hai, aur akhri me jab uska man behel jaye tab use marte huye dekhna chahta hai.
Lekin ground reality yehi hai, ki aaj bhi hamare bich kuchh aise log hai jo puri duniya ko bas jalte huye dekhna chahte hai. Magar kyo. Iska javab unhe bhi nahi pata. Unhe vo ek push nahi mila jo ve karna chahte hai. Aap ye video aak edekh rahe hai kyo ki aapko joker pasand hai.
Kahi na kahi aap bhi use support karte hai. Jaise log Thanos ko karte hai. Heath Ledger Joker apne kisi bhi joker character se sabse!!! Alag hai. Main isse abhi tak ka best manta hu. Uski personality, uske chalne ka dhang, bat bat pe apni origin badalte rehna, arbo rupaye ko churane ke bad use jala dena, logo ko bevajah mar dena.
Mujhe hi nahi sabko pasand hai. Ek aur example se samjhata hu, ham logo ne koi na koi gta game to khela hi hoga. Koi bhi! To lekin tum pura game clear karne ke bavajud bhi kyo use khete rehte ho. Kyo ki tumhe logo ko marna pasand hai. Full speed me car bhi chalana chate ho.
Koi popular game bata do jisme killing involve nahi hai. Aab fifa-ufa ka rona mat gana. Developers jante hai. Ki logo ko kya pasand hai. Jo ye sab tum apne real world me nahi kar skte ho. Vo tum isme karte ho. Sab ke andar joker ka ek part hai. Bas sab log use daba ke rahte hai. Dabe hi rehne do nikalne ki koi zarurat nahi hai.
Kyo ki agar aap Nolan ke joker ko dekhenge to Joker bas chizo to tabah hote huye dekhna chahta hai. Aur uski usi insanity ko log use mentally bimar ghoshit kar dete hai. Lekin agar joker itna hi colorful aur aur creepily vibrant hai. To vo akhiri me har kyo jata hai.
Vo bhale hi movie ke akhir me har gaya ho, Lekin vo Batman se argument jit jata hai. Ek aur karan ye bhi hai, ki joker humanity ko hate karta hai, uski ek line bohot famous hai, WHY SO SERIOUS, Joker apne apko as a joke dikhata hai,
Jo society ne use bana ke rakha hai, ya society khud ek joke hai, jo joker logo ko dikhana chahta hai. Joker ki 1988 ki comic the killing joke aur 2008 ki Nolan wala joker dono ek dusare perfect resemblance hai! Un dono me joker kitne bhi kand karta hai usme use maza hai, use achha lagta hai ye sab karna. Joker ka ek quote hai ki “They Laugh At me Because I'm Different. I laugh At Then Because The're all the same”.......

Видео Why Joker hates Humanity? 🃏 | Explained in Hindi| PJ Explained канала PJ Explained
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
16 апреля 2019 г. 6:30:00
00:05:32
Яндекс.Метрика