Загрузка...

“Fantasy Apps: Halal Rozgaar Ya Shaitani Dhoka? | Islam Kya Kehta Hai?”

Fantasy apps – kya yeh naye zamane ka rozgaar hai ya sirf ek naya naam jua ka?
Is video mein hum karein ge fantasy gaming apps jaise Dream11, MPL, aur aur dusre platforms ka Islamic nazariye se tajziya.
Kya yeh halal hai? Ya yeh sirf waqt, maal aur imaan ka nuksaan hai?

Qur’an, Hadith aur Ulama-e-Haq ki roshni mein jaaniye:

Kya fantasy apps gambling ke zumer mein aati hain?

Kya in apps se kamaai halal hai?

Aur sabse important: Aaj ke youth ke liye iska raasta kya hai?
Aakhirat ko samajhne wale logon ke liye yeh video aankhen khol dene wala hai.

Islamic IQ par aise hi deep, meaningful aur haq par mabni videos ke liye subscribe zaroor karein.

“Jab rizq haram ho jaye, toh dua bhi maqbool nahi hoti.” – Imam Ghazali (R.A)

Видео “Fantasy Apps: Halal Rozgaar Ya Shaitani Dhoka? | Islam Kya Kehta Hai?” канала Islamic IQ
Страницу в закладки Мои закладки
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки