Загрузка страницы

Dragon Ball Z vs Marvel in Hindi | Marvel vs DBZ | Explained in Hindi | PJ Explained

There are many high powers in the Marvel universe that can do amazing things, there are some characters in the DBZ universe that can do the same. But dont mention GT please, its an insult to Akira. The best fighters in DBZ universe are SSJ2 Gohan, Ultimate Gohan, Vegeta, kid buu, Goku (dont like him much though). i cant see anyone in the marvel or DC universe out muscling the warrior of DBZ. They are ridiculously over powered. and they mostly train from birth so the likes of superman with batman's martial arts wont even stand a chance...but Marvel have got amazingly powered people like other comic companies.

😱Subscribe: https://goo.gl/mue696

😱If you have any problem mail me: ||priyanshukalwar@gmail.com||

😱Like our official FB page : https://www.facebook.com/1pj

Transcript:
sab ne to dragon ball z cartoon series dekhi hi hogi. Jiska matlab hai. ki aap Goku ya Vegita ke fan to hongehi.aur kai logo ka kaihna hai ki Goku aur Vegita Marvel Universe ke sare characters ko akele hi marne sakte hai. Dragon Ball Z ke fans to bina kisi shak ke aaram se kehenge ki Dragon ball Z ka koi na koi character to Marvel Universe ko khatam kar hi sakta hai. aur y rho bhi sakta hai.
Characters jaise gira ya whisk pura ka pura universe khatam karne ka du rakhte hai. Aur dusare taraf hamre pass Marvel hai. Aur unke fans kehte hai. Ki insare chhote mote kanjaro to ham aise hi pichhe se le lenge. Marvel khuchh bohot hi khatarnaak superheros hai jaise. Hulk, Thor, Thanos, Silver Surfur aur Professor X. aur dono apni apni jagah pe dhik bhi hai. Lekin
Lekin hame janna hai ki kiski g$@d me sabse jyada tatak hai. dekho sidhe sidhe bolta hun. Ki Avengers, X-men ya Fantastic Four to guko ke aukat ke ass pass nahi bhatak te hai. aur Goku insabko aaram se apne god level ki power se maar sakta hai.
Lekin kya aagr sachh me fight hoti to kya Goku ya dragon ball z ke universe ka koi bhi character Marvel universe ko khatam kar sakta hai. dono ke comparision karne ke sath-sath ham Marvel Universe aur DBZ universe ke power scale ke bare me bhi janenge. To street level ke superpowers se shuruat karte hai. yeha par marvel ke pass defender, Agents of shield, aur Kick Ass jaise teams hai.
Agar goku akele pura ka pura planet khatam kar sakta hai. to inko to kuttu ki tarah maje le lekar marega. Next aab yeha par Meta Level superpowers stay karenge jaise. Jaise Marvel ke Hulk IronMan lagbahg sare X-men aur Avengers. Aur yeha paar goku apne super saiyan level 1 ya 2 pe jake insabko aaram se Bina kisi taklif ke maar dega.
Next yeha paar Goku ko herald Level ke characters se mulakat hogi. Marvel ke ye sare characters aaram se kisi ki bhi zindagi ko khatam kar sakte hai. man kara to pura planet hi udha sakte hai. aur aab yeha se Dragon Ball z ki aukat shuru hoti hai. Dragon Ball Z ke almost sabhi characters iss criteria me fit hote hai. Marvel ke Herald Level ke beings hai jaise Apocalypse, Silver Surfer, Miss Marvel aur Centuray.
Goku insare characters ko bhi aaram se apne super saiyan level 3 ya 4 se maar sakta hai. Lekin iss baar Goku ko taklif hogi. Lekin aab ek sawal khada hota hai ki kya Goku Reality Control karne walo se jit sakta hai. Aab bolta hun. Goku ki g#$d phategi. Nahi phategi to am phadenge. Bohot ho ggaya bachcho ka khel Guko aab Papa aa rahe hai. agle level par Goku ko Skyfather Level ke characters se ladna padhega.
Lekin Aagr Marvel ke pass Gods hai to kya dragon ball z ka creator matar chhil rha tha. Dragon ball z me bhi God level ke characters hai. DBZ god level ke charcters hai jaise Champa, Beerus, God Vegeta aur Shenron. Aur yaha paar goku ko extremely hard opponents se ladna hoga. Aur ek tarike se mane to aab ye Goku ke aukat se bahar ho rha hai. Kyo ki Marvel ke Skyfather level ke charcters hai.
Jaise Rune King Thor, the beyonder, Molecule Man. Marvel ke ye sare charcters to Puri ki puri galaxy ko khatm kar sakte hai. sansar ke niyamo ko todh sakte hai. bramhand se chhed chad kar sakte hai. ek chiz aur bata du ki The Beyonder Nigh-Omnipotence yani lagbhag Sarvshakti man hai. aur Nigh-Ompnipresent yani lagbhag har jagah pe hai. aur Molecule Man khali haat bhi Matter create aur destroy kar sakta hai.
Aur yeha paar Goku ke aisi koi bhi power nahi jiske zariye vo in sare characters ko hara sake. Lekin goku ke pass abhi bhi 10% chance hai ki vo jit sakta hai. Agle level pe Celestial Level ke charcters ki baat hoti hai. Ye sare begins asani se kisi bhi universe ko khatam kar sakte. Multiverse main jitni bhi powers exist karti hai. Sab inke pass hai. Aur Powerful beings ko bana sakte hai aur khatm bhi kar sakte hai.

Видео Dragon Ball Z vs Marvel in Hindi | Marvel vs DBZ | Explained in Hindi | PJ Explained канала PJ Explained
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
3 ноября 2017 г. 10:21:15
00:07:01
Яндекс.Метрика