Загрузка страницы

You don't know Shazam powers explained in Hindi - PJ Explained

Shazam is the name now given to the original Captain Marvel, who appeared under that name in a series of comic books and spin-offs published from 1940 to 1953 by Fawcett Publications. Because his powers were very similar to those of Superman, and because Captain Marvel was outselling Superman, DC Comics sued Fawcett for copyright infringement, a trial which ended with Captain Marvel ceasing publication (but by that time costumed heroes seemed to have run their course anyway). DC licensed the character in 1972 and returned him to the newsstand, eventually buying all the Fawcett characters outright in 1991. Because the trademark for the name “Captain Marvel” has been allowed to lapse in the meantime, Marvel Comics had established its own “Captain Marvel,” requiring DC to use the name “Shazam!” on the cover.

Chinta mat karo Quora se chhapa hai!

Subscribe: https://goo.gl/mue696
Channel Link: https://www.youtube.com/pjexplained

My social Media Handel's:

Facebook: https://www.facebook.com/1pj
Instagram: https://www.instagram.com/priyanshuka...
Twitter: https://twitter.com/priyanshukalwar
Gmail: priyanshukalwar@gmail.com

Some of my favorite videos:
1. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

2. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

3. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

4. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

5. https://www.youtube.com/edit?o=U&vide...

Background Music:
1. Beach Disco.
2. Jenny's Theme: Jenny's Theme by Audionautix is licensed under a Creative Commons Attribution license (https://creativecommons.org/licenses/...)
Artist: http://audionautix.com/

Transcripts & Tags:
O ho a gaye aap log. Lagta hai aapko bhi janna hai Shazam ki powers ke bare me. Detail me bataunga ki Shazam phone charge karne se lekar superman ko ulat ke mar chukka hai. To shuru karne se paihle ye jan lo ki Shazam ko uski powers kaise mili.
Dekho jo matter karne wali bat hai vo hai ki. Ek teenage bachacha hai. Jiska naam William Joseph “Billy” Batson. Jise log jyadatar billy keh ke hi bulate hai. Ek din insne ek achha kam kiya jiski vajah se.
Ek Wizard ne use Shazam ki powers di. Joki uss wizard ka naam bhi Shazam hai. Ye jo uska naam hai ye Greek Mythology ke Gods ke naam ke first letters ko mila ke rakhakha gaya hai. Aur vojo har ek letter hai.
Vo har ek God aur uski powers ko represent karti hai. To yehi se shuru karte hai. “S” Wisdom of Solomon aur mere jaise kai bhaiyo ka haath angreji me tang hoga. To iska matlab hai Solomon ki akalmandi. Shazam bante hi uske pass bohot hi zyada knowledge aur objectives wala dimag mil jata hai.
Vo bohot hi rare case, bohot hi rare case me koi galti karta hai. aur use almost sabhi languages aur science janm jat hi use ati hai. Iski itni zabardast knowledge hone ke wajah se isne ek time pe to logo hypnotize tak karna shuru kar diya tha. In short uske pass superhuman level ki knowledge hai.
“H” Strength of Hercules Agar aap Hercules ke bare me nahi jante hai lekin agar apne uski movie hi dekhi hai to bohot hai. Hercules ki strength bohot jyada hai. Vo apne nange hatho se steel ko bend kar skta hai. 7 mazduru ka kam adhe ghante me khatam kar skta hai. Ek truck ko hawa me toss kar skta hai. Diwaro ke Bich mese logo ko mar skta hai.
Stars ko unki jagah se hata skta hai. aur aab aapko kya lagta hai ki superman uska kuchh ukhad skta hai. Ate hai apne agle letter pe “A” Stamina of Atlas, Atlas bhi ek Greek god hai jo apne super stamina ke vajah se hi famous hai. Ek god like stamina hone ke karan Shazam mushkil se mushkil conditions me survive kar skta hai.
Apne aapko seconds me dhik kar skta hai. vo bhi bina kisi dikkat ke. Aise stamina ke karan na use kabhi pyas lagti hai na bhuk lagti hai. Aur na vo kabhi thakta hai. (guru ji pardnaam).
Age “Z” Power of Zeus ek bat ye jan lo Zeus Greek mythology me one of the most powerful god consider kiye jate hai. Zeus ke thunderbolt ke karan hi billy Shazam ban pata hai. Zeus ki powers to hai hi uske pass aur balki.
Vo har tarike ke magic spells se immue bhi hai. Shazam lighting bolt ka use kar apne opponent pe attack kar usse mar skta hai. Vaise to magic lighting ke kai uses hai jaise ki vo kaisare chize bana skta hai. Electonics ko charge kar unhe blast bhi kar skta hai. aur magic spells ke liye uska fuel bhi create kar skta hai.
Aur iske through ye inter-dimentional travel bhi kar skta hai. Aur Shazam bolke apne body me transform bhi ho skta hai.

#Shazam #superhero #thepj #blackpnather #noonecares

Видео You don't know Shazam powers explained in Hindi - PJ Explained канала PJ Explained
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
5 августа 2018 г. 7:15:00
00:04:52
Яндекс.Метрика