Загрузка страницы

1853 का चार्टर अधिनियम।। Charter Act 1853।। End Of Charter Act #constitutionalhistory

1853 का चार्टर अधिनियम।। Charter Act 1853।। End Of Charter Act #constitutionalhistory

Your Queries.
Hello friends aapka swagat hai hai mere youtube channel par aaj hamlog padhenge 1853 ka charter adhiniyam ko samjhenge iss video me

British Parliament ne pass kiya tha jo India ki governance ko badal raha tha aur British rule mein ek important mod laa raha tha Is Act ne East India Company ke control ko limit kiya aur British Crown ka control India par badhaya Is Act ke zariye India ki administration mein important reforms aaye jo aaj bhi humare history mein ek significant step maane jaate hain1853 mein East India Company ka administration kaafi inefficient ho gaya tha aur unke rule ko lekar criticism badh raha tha Isliye British government ko laga ki reforms ki zarurat hai1833 ke Charter Act ke baad jo kuch reforms laaye the unhone expected results nahi diye Isliye 1853 Charter Act ko pass kiya gaya taaki governance ko aur improve kiya jaa sake Is waqt India mein bhi social aur political tensions badh rahi thi aur British government ko laga ki unhe apni control ko strong aur organized karna padega is Act ke zariye East India Company ki power ko kaafi limit kiya gaya aur British Crown ka direct control India par badhane ka raasta khula Ye ek important step tha jisse Company ki jagah Crown rule ko badhawa mil raha thaye Act India mein competitive exams ka system introduce kar raha tha taaki Indian Civil Services mein merit-based recruitment ho Pehle appointments favouritism aur nepotism ke through hoti thi lekin ab exams ke zariye talented logon ko recruit kiya jaana tha

Agar aapko ye video achha laga to like subscribe and share kre or comment karna na bhule aise hi or informative videos dekhne ko milenge humare channel par jo india ke constitution history ko samjhayenge

Видео 1853 का चार्टर अधिनियम।। Charter Act 1853।। End Of Charter Act #constitutionalhistory канала NandaniGSPoint
Страницу в закладки Мои закладки
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки