Загрузка...

Maa ने Orphanage भेजा 🥹 IAS का Sapna Motivational Story #iasmotivation #upsc

Maa ने Orphanage भेजा 🥹 IAS का Sapna Motivational Story | IAS Motivation | UPSC Motivation | UPSC Motivational Story | Best Motivational Story | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
🚀 Instagram - https://www.instagram.com/motivation_quoteshala/
🛰️ Telegram - https://t.me/MotivationQuoteShala

✅ Topics Covered
IAS Motivational Story, Best Motivational Story for Students, UPSC Motivational Story

➡️ About The Video
🥹 "Maa ne mujhe orphanage kyun bheja?" Yeh ek student ki heart-touching kahani hai jo apne sapno ke liye lad raha tha – IAS banne ka sapna! 💔 Maa ka decision samajhna uske liye sabse badi mushkil thi, lekin yeh ek chhupi hui blessing thi jo uski zindagi badalne wali thi. 💡 Kaise ek ordinary ladka extraordinary IAS officer bana? Yeh kahani har us insaan ke liye hai jo mushkilon ke baad bhi apne sapno ko nahi chhodta. Dekho aur samjho ki kaise sacrifices, determination, aur ek Maa ka pyar zindagi badal sakta hai. ❤️

🎵 Shallu Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
“Maa mai toh sirf 5 Sal ka hu
Ap muje orphanage kyu bhej rahi ho?”
“Bacche tere papa ke guzarne ke bad
Mai akele tum 6 bhai bheno ke liye paise nahi jod pa rahi”
“Yaha tuje khane ke sath acchi padhai bhi milegi”
Maa ko jata dekh uss bache ka dil toot gaya
Par usse kaha pata tha future me wo itihas rachne wala hai!
Kyoki ek din Jab usne orphanage me aye ek IAS officer ki baate suni
“Mai apni maa ko ese mazduri nahi karne dunga
Kuch bada karke mai pure pariwar ki hifazat karunga”
Uss 10 Sal ke bacche ne than liya aur agle he din se
Usne padhai ke sath hotel me safai ki news paper beche
School khatam kar college me usne tuition classes liye phone operator bana
Aur Graduation ke bad jab use government job mili
Pure 23 Sal har din puri mehnat karne ke bad
Uss ladkne ne sach me etihas rach diya!
Kyoki promotion milte milte sal 2017 me
Uss Garib anath bacche ko bina UPSC exam diye
Kollam me IAS officer par promote kiya gaya!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
UPSC Motivation 🔥 Motivation Videos @ https://www.youtube.com/playlist?list=PLft8fo4VpqWBICHg-WQraqHSMtYpj3BJo

🔥 Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se 🎧,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Видео Maa ने Orphanage भेजा 🥹 IAS का Sapna Motivational Story #iasmotivation #upsc канала Akela insan short Ward
Страницу в закладки Мои закладки
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки