Загрузка...

🔥🔥Tezabiyat Ka Asaan Gharelu Ilaj | Stomach Acidity Relief in Urdu ۔#homemade

Assalam-u-Alaikum!
Aap tezabiyat (acidity) se tang hain? To yeh video aapke liye hai! Is video mein ek asaan aur desi tareeqa share kar raha hoon jo aapki acidity ko khatam karne mein madad karega.

Ilaj Ka Tareeqa:

1 glass thanda doodh lijiye, us mein aadha chamach adrak ka ras aur ek chutki pisi hui saunf milayein.

Yeh drink khana khane ke baad piyen.

Adrak acidity ko kam karta hai aur saunf maiday ko sukoon deti hai.
Important Note:
Agar aapko doodh hazm nahi hota ya lactation intolerance ka masla hai, to yeh remedy na azmayein. Aur zyada spicy khane se bhi parheiz karein.
Tezabiyat ka ilaj

Acidity ka desi nuskha

Gharelu totkay for acidity

Maiday ki tezabiyat ka ilaj

Natural remedies for stomach acidity

Stomach problems ka hal
Agar yeh video pasand aaye to like karein, share karein aur hamare channel ko subscribe karna na bhoolen!

Jazak Allah Khair!
#athome #homemade #stomach

Видео 🔥🔥Tezabiyat Ka Asaan Gharelu Ilaj | Stomach Acidity Relief in Urdu ۔#homemade канала Natural Remedy Hub
Страницу в закладки Мои закладки
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки