Загрузка...

Sukanya Samriddhi Yojana 2026 | कितना Invest करने पर कितना Return मिलेगा | Investalogy

Sukanya Samriddhi Yojana 2026 | कितना Invest करने पर कितना Return मिलेगा | Investalogy

Sukanya Samriddhi Yojana (SSY) Bharat Sarkar ki ek bahut hi powerful saving scheme hai jo specially beti ke future ke liye banayi gayi hai. Agar aap apni daughter ki education aur marriage ke liye safe aur guaranteed investment karna chahte hain, to ye scheme aapke liye best ho sakti hai.

✅Is video me hum detail me samjhenge:
• Sukanya Samriddhi Yojana kya hai
• Isme account kaise khola jata hai
• Minimum aur maximum investment kitna hai
• Current interest rate kitna milta hai
• ₹500, ₹1000, ₹2000, ₹5000 aur ₹10000 monthly invest karne par maturity me kitna paisa banega
• Tax benefits kya milte hain (80C benefit)
• Beti ki education aur marriage ke liye ye scheme kitni powerful hai
Agar aap apni beti ke future ko financially secure banana chahte hain, to Sukanya Samriddhi Yojana ko samajhna bahut zaroori hai. Is video ko end tak zaroor dekhiye kyunki maine simple examples ke saath pura calculation bhi explain kiya hai.

👍 Video pasand aaye to Like, Share aur Channel ko Subscribe karna mat bhoolna.

#SukanyaSamriddhiYojana
#SSYScheme
#BetiBachaoBetiPadhao
#PostOfficeScheme
#InvestmentForGirlChild
#SafeInvestment
#FinancialPlanning

Видео Sukanya Samriddhi Yojana 2026 | कितना Invest करने पर कितना Return मिलेगा | Investalogy канала Investalogy
Яндекс.Метрика
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки
Страницу в закладки Мои закладки
На информационно-развлекательном портале SALDA.WS применяются cookie-файлы. Нажимая кнопку Принять, вы подтверждаете свое согласие на их использование.
О CookiesНапомнить позжеПринять