Загрузка страницы

hazrat ali as k insaf ka ek dill chasp waqia |Islamic bayan|2018

hazrat ali as k insaf ka ek dill chasp waqiya

hazrat ali apni khalafat k zamany main ek roz masjid main dakhil howay dekha ek shakas zro qitar ro raha hy kuch lo us k gird jamma hain ar usay smjh rahay hain hazrat ali nay pocha kya bat hy ? to wo shaks jo ro rha tha us nay btya k maray walid a grami in logon k sat safr py gay thy ya log to wapic aa gay hain par maray walid wapic ni aya mainy in say pocha to kahty hain k tumhara baap rasty main foot ho gaya .mainy in sa pocha k maray walid ka mall kahan ha ? to khatay hain k koon sa mall tary bap k pass to koi mal nai tha khalan k maray walid tijrat k lia gay th un k pass kafi pasay thy . Hazarat ali nay kaha k tumnay qazai k taraf rajoh ni kia ? to us shaks nay jawab dia k main qazi k pass gaya tha per qazi nay inhi logoon k haq main fsla day dia hay hazrat ali tamam logo ko lay k qazi k pass pohanch gay ar qazi say pocha apnay is nazuk mamly main kassay fasla kia hy ? qazi nay jawab dia k ham nay is jawn say jiss ka walid foot howa tha is say gawah talb kia to is jwan nay kaha k maray pass gawah nai hain pir main ny in sy ksmain khanay ka kaha to in sab nay kassmain khain hain k waqayi asa e howa jassy ham kah rahay hain k is k baap foot ho gya hy to main nay in ki bat pay yakin kar k in ko chor dia hy Hazrat ali nay kaha k is qass ka fasla main khud karooon ka ar bikul as karoon ga jassay ALLAH k nabi hazrat a dawood AS nay apnay zamany main kia tha . Ab hazrat ali ra nay police k chand sipahiyoon ki bolaya ar ek ek sahqs ko ek ek sipahi k hawalay kar dia ar un logon sy hazrat ali ra nay kaha k tum kya samjty ho k hm tumhari harkat say na waqfi hian hamin sab maloom hy is k hazrat ali r a nay ek hukam dia k in sab k chary kapray say danp diya jain ar sab ko masjid k ek ek satoon k pichay khara kar dia jaya . Pir hazray ali ra nay katib ko apny pass bolaya ar pir hazrat ali ra nay sipahiyoon say kaha k jab main boland awaz main taqbir kahon to ap ek kar k in ki maray pass latty ana .pir hazrat ali ra nay pahli bar takbir kaha ar ek sipahi pahly mulzim ko lay aya hazrat ali ra na us ko apnay samnay bitah k hukam dia k is k chahray say kapra hatta do ar katib ko kaha k mara sawal ar is ka jawb kalm band karo ab hazrat ali ra nay us say pocha k tum kiss din is k baap ka sat rawana howay thay ? us nay jawb dia k falan din falan mahinay main kaha kis maqam par pohanchy kaha is maqam par pocha kis shaqas k makan par batya k is shaqas k maqan par pocha k marnay waly ko koon sa marz laiq tha us nay bataya ya wala marz laihq tha pocha kitnay din bimar rha usnay bataya k itnay din pocha kis din mara us ny kaha is din mara kiss nay gusal dia kiss nay kafan dafan kia kissnay nimaz a janaza parhayi us nay kaha k falan falan nay .ya saray sawal hazrat ali ra nay us sy kiya acha is mokalmay ki awaz un baki molzmoo k ni aa rahi thi is say moqlma kar k hazrat ali ra nay dobar bolanda awaz main takbir kahi ur is k sat e dosray molzim ko pash kia gaya ab hazrat ali ra nay dosray molzim say sawal pochna shuru kia ar kaha k tumahin kaaya lagta hy hamin kuch maloom nai hamin sab maloom ho gaya hy ab is molzim nay ya socha k us paahly nay sab kuch bata dia hy to ab ya molzim kahnay laga k main in k sat
zaror tha par main is qatal say razi nai tha baki sab razi thy us in sab ny mil k is nojawn k baap ko qatal kia hay ab ya molzim ka itaraf a bayan wo katib ar masjid main bahthys sb loog sun rahy thy ab aglay molzim ko laya gay us nay b iqrar a jurm kar lia ise tarhan aty aty sab molzim say bat chit hotay hotay sab ny is bat ka iqraar kar lia k hmsab ny mil k is nojwan k baap ko mara hy ar us k mal b hm nay he aps main banta hy is trha hazrat ali ra nay is pachida qass ko is asan sy tarik main nimtaya ar pir hazrat ali ra nay us nojawan k haq main fasla sunaya . Qazi wahin moojod tha ar qazi nay kaha k hazrat ya to farmayin k hazrat dawood as nay iss qisam ka kon sa fasla kia tha ? to hazrat ali ra nay us k baray main btaty howay farmaya k ek di ALLA k nabi ek rasty guzar rahy thy ar kuch bachy ek bachy ko maa tuud din kah k bola rahy ya chirra rahy thy to hazrat dawood as nay us bachy ko apnay pas bolaya ar us say uska nam pocha to us ny kaha k maa tud din yani din maar gaya pocha tera ya nam kiss nay rakha ? jawab mila mari maa nay tb hazrat dawood us bachy ko lay k us ki maa k pass tashreef lay gay ar pocha k is bachy ka nam maa tud din rakha hy to us bchy ki maa ny kaha k mani y ni rakha maray shohar nay rakha hy pocha k wo kahan to jawb mil k wo zinda ni hain to hazrat dawood as ny pocha k ya nam kiu rakah tha ? to jawb mila k mara shohar chand afrad k sat safar far gaya tha sab wapic aa gay par mara shohar wpic nai aya jab main wapic anay waloon say pocha to un hoon nay kaha k wo doran a safar foot ho gaya hy to maniy un say pocha k us k mall a asbab ka kaya howa to unhoon nay kaha k us k pas to kuch b nai tha halan k mara shohar k pass bohat mal tha . tb mainy pocha k maraty waqat maray shohar ny koi wasihat ki thi to unhaoon nay jawab dia k han .................

Видео hazrat ali as k insaf ka ek dill chasp waqia |Islamic bayan|2018 канала Jug Tv Official
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
3 марта 2018 г. 20:48:30
00:09:28
Яндекс.Метрика