Rise of Kingdoms and early Republic #history #class6
Chapter: Kingdoms, Kings, and Republics (Class 6 History)
Ye chapter batata hai ki kaise chhoti janpadon se bade-bade mahajanpada bane aur kaise raja apni shakti ko badhane ke liye naye tarike apnate the. Raja kaun banega, ye ya to vansh par nirbhar karta tha ya phir kuch jagah logon dwara chune jane lage. Is samay Ashwamedh Yagya jaise raja ke shakti pradarshan wale yagya bhi hote the. Saath hi, kuch jagah gana-sangha (Republics) bhi the, jisme sabhi log milkar faisle lete the, jaise Vajji sangha. Ye chapter purane rajnitik aur samajik vikas ko samajhne me madad karta hai.
Видео Rise of Kingdoms and early Republic #history #class6 канала Wisdom Way

Комментарии отсутствуют
Информация о видео
4 февраля 2025 г. 19:14:43
00:00:56
Другие видео канала