Загрузка страницы

Din aur raat ke Afzal Azkar -SubhanAllahi Adada Ma Khalaq SubhanAllahi MilaavMa khalaq

Bismillahirrahmanirraheem
English : https://youtu.be/PtsvT5gUE1A
✦ *Hadith : Din aur Raat ke Afzal Zikr*
----
✦ Abu Umamah Radi Allahu Anhu se riwayat hai Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne mujhe dekha mere honth harkat kar rahe they Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Eh Abu Umamah Radi Allahu Anhu ye tum kya padh rahe ho ? main ne kaha Allah subhanahu ka zikr Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya kya main tumhein din aur raat ke afzal zikr ke bare mein na bata du, phir farmaya tum kaho

سُبْحَانَ اللهِ عَدَدَ مَا خَلَقَ
سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ مَا خَلَقَ
سُبْحَانَ اللهِ عَدَدَ مَا فِي الْأَرْضِ وَالسَّمَاءِ
سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ مَا فِي السَّمَاء وَالْأَرْض
سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ مَا خَلَقَ
سُبْحَانَ اللهِ عَدَدَ مَا أَحْصَى كِتَابَهُ
و سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ كُلِّ شَيْءٍ
--
Subhan Allahi Aadada ma khalaqa,
Subhan Allahi mil’a ma khalaqa,
Subhan Allahi ‘adad ma fi’l-ard wa’l-sama,
Subhan Allahi mil’a ma fi’l-samai wa’l-ard,
Subhan Allahi mil’a ma khalaqa,
Subhan Allahi ‘adad ma ahsa kitabuhu,
Subhan Allahi mil’a kulli shay’in
---
Allah ki zaat paak hai uske makhluq ke barabr jo usne paida ki, Allah ki zaat paak hai us se bhar pur ( jis se makhluq bhar jaye)
Allah ki zaat paak hai jo zameen aur asman mein hai uske barabr, Allah ki zaat paak hai us se bhar pur ( jis se makhluq bhar jaye)
Allah ki zaat paak hai uske makhluq ke barabr jo usne paida ki,
Allah ki zaat paak hai un cheezon ki tadad ke barabr jinhein usne apni kitab mein shumar kiya
aur Allah ki zaat paak hai har cheez se bhar pur ( jis se makhluq bhar jaye)
Aur tum Alhamdulillah bhi issi tarha kaho
Al-Silsila Sahiha - 2782
---
ابو امامہ رضی اللہ عنہ سے روایات ہے آپ ﷺ نے مجھے دیکھا میرے ہونٹ حرکت کر رہے تھے آپ نے فرمایا اے ابو امامہ رضی اللہ عنہ تم کیا پڑھ ریے ہوں میں نے کہا اللہ سبحانه کا ذکر آپ ﷺ نے فرمایا کیا میں تمہیں دن اور رات کے افضل ذکر کے بارے میں نہ بتاؤں؟ تم کہو :

سُبْحَانَ اللهِ عَدَدَ مَا خَلَقَ
سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ مَا خَلَقَ
سُبْحَانَ اللهِ عَدَدَ مَا فِي الْأَرْضِ وَالسَّمَاءِ
سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ مَا فِي السَّمَاء وَالْأَرْض
سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ مَا خَلَقَ
سُبْحَانَ اللهِ عَدَدَ مَا أَحْصَى كِتَابَهُ
و سُبْحَانَ اللهِ مِلْءَ كُلِّ شَيْءٍ
--
اللہ کی ذات پاک ہے اسکے مخلوق کے برابر جو اس نے پیدا کی
اللہ کی ذات پاک ہے اس سے بھر پور( جس سے مخلوق بھر جاے)
اللہ کی ذات پاک ہے جو زمین و آسمان میں ہے اس کے برابر
اللہ کی ذات پاک ہے اس سے بھر پور( جس سے مخلوق بھر جاے)
اللہ کی ذات پاک ہے اس کے مخلوق کے برابر جو اس نے پیدا کی
اللہ کی ذات پاک ہے ان چیزوں کی تعداد کے برابر جنہیں اس نے اپنی کتاب میں شمار کیا
اور اللہ کی ذات پاک ہے ہر چیز سے بھر پور( جس سے مخلوق بھر جاے)
اور تم الحمد اللہ بھی اسی طرح کہو
سلسلہ صحیحہ ٢٧٨٢

Видео Din aur raat ke Afzal Azkar -SubhanAllahi Adada Ma Khalaq SubhanAllahi MilaavMa khalaq канала IslamicAzkars
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
29 июня 2020 г. 0:05:37
00:02:10
Другие видео канала
Sawal 256 : jisne imaan ke saath sawab ki niyat se Ramadan ke sare roze rakhe uske kitne gunah maafSawal 256 : jisne imaan ke saath sawab ki niyat se Ramadan ke sare roze rakhe uske kitne gunah maafEid Takbir - Allahu Akbar Allahu Akbar Allahu Akbar La ilaha illAllahEid Takbir - Allahu Akbar Allahu Akbar Allahu Akbar La ilaha illAllahSawal 60 :Wo kaunse Sahabi hain jo Rasool-Allah ﷺ ke kandhe par chadh kar Kaba mein Dakhil huye aur.Sawal 60 :Wo kaunse Sahabi hain jo Rasool-Allah ﷺ ke kandhe par chadh kar Kaba mein Dakhil huye aur.Oh Allah Help us to reach Ramadan - Allahumma Balligna RamadanOh Allah Help us to reach Ramadan - Allahumma Balligna RamadanThe Neighborhood of RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam in paradise - Islamic Whatsapp StatusThe Neighborhood of RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam in paradise - Islamic Whatsapp StatusSawal 199 : Allah Subhanhu ke Asma ul Husna mein se ek naam Al-Quddus bhi hai uska kya matlab  hai ?Sawal 199 : Allah Subhanhu ke Asma ul Husna mein se ek naam Al-Quddus bhi hai uska kya matlab hai ?✦ Dua for the Protection against the evil of the creations and poisonous things *✦ Dua for the Protection against the evil of the creations and poisonous things *Sawal 188 : Khadija aur Ali Radi Allahu Anhuma ke baad teesre number par kaun Islam laya ?Sawal 188 : Khadija aur Ali Radi Allahu Anhuma ke baad teesre number par kaun Islam laya ?Sawal 65 : Fateh Makka se pahle Kaba sharif ki kunji (key) kiske pass raha karti thi ? #IslamicQuizSawal 65 : Fateh Makka se pahle Kaba sharif ki kunji (key) kiske pass raha karti thi ? #IslamicQuizSawal 208 : Rasool-Allah  ﷺ kis  waqt apne Rizq ke liye dua farmaya karte they ?Sawal 208 : Rasool-Allah ﷺ kis waqt apne Rizq ke liye dua farmaya karte they ?Episode 18 ke Jawab & Bonus Quiz -ismein Hissa lekar Cash prize bhi jeetiye - #IslamicQuiz #UrduQuizEpisode 18 ke Jawab & Bonus Quiz -ismein Hissa lekar Cash prize bhi jeetiye - #IslamicQuiz #UrduQuizSawal 63 :  Kaunse Sahabi ko Saifullah (Yani Allah ki Talwar) ka Laqab mila tha ? | #IslamicAzkarsSawal 63 : Kaunse Sahabi ko Saifullah (Yani Allah ki Talwar) ka Laqab mila tha ? | #IslamicAzkarsSawal 187 : Ek paththar ko Agar jahannam mein phenka jaye to uski gaharayee tak pahuchne mein ...Sawal 187 : Ek paththar ko Agar jahannam mein phenka jaye to uski gaharayee tak pahuchne mein ...Sawal 117 : RasoolAllah ﷺ ye dua kis waqtpadha karte they ?  Allahumma Bismika Amutu Wa AahyaSawal 117 : RasoolAllah ﷺ ye dua kis waqtpadha karte they ? Allahumma Bismika Amutu Wa AahyaDurud  - Short Islamic Azkar Video -9 for Whats App Status and Social media StoryDurud - Short Islamic Azkar Video -9 for Whats App Status and Social media StoryEpisode 13 ke Jawab & Bonus Quiz - ismein Hissa lekar Cash prize bhi jeetiye #IslamicQuiz #UrduQuizEpisode 13 ke Jawab & Bonus Quiz - ismein Hissa lekar Cash prize bhi jeetiye #IslamicQuiz #UrduQuizSawal 8: Shaheed ki Shafaat uske gharwalon mein se kitne logon ke haq mein Qubul ki jayegi ? #ShortsSawal 8: Shaheed ki Shafaat uske gharwalon mein se kitne logon ke haq mein Qubul ki jayegi ? #ShortsSawal 113 : Gaar mein RasoolAllah ﷺ ke saath kaunse Sahabi they ?Sawal 113 : Gaar mein RasoolAllah ﷺ ke saath kaunse Sahabi they ?Sawal 313 : Wo kaunza Azkar hai jo Rasool-Allah ﷺ aur dusre Nabiyo ne Arfa ki raat ko padha tha ?Sawal 313 : Wo kaunza Azkar hai jo Rasool-Allah ﷺ aur dusre Nabiyo ne Arfa ki raat ko padha tha ?Sawal 163:Ye dua kaunse Nabi ne maangi thi  أَنِّي مَسَّنِيَ الضُّرُّ وَأَنتَ أَرْحَمُ الرَّاحِمِينَSawal 163:Ye dua kaunse Nabi ne maangi thi أَنِّي مَسَّنِيَ الضُّرُّ وَأَنتَ أَرْحَمُ الرَّاحِمِينَSawal 231 : inmein se kaun shaheed hai ?Sawal 231 : inmein se kaun shaheed hai ?
Яндекс.Метрика