Загрузка страницы

Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya - Arabic Subtitles : Aamir Khan & Rani Mukherjee (Ghulam 1998)

Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya

Aankhon se toone, yeh kya keh diya
Dil ye deewana, dhadakne laga
Tanhai mein hum, mile is tarah
Baarish mein shola, bhadak ne laga
Tu tadap ne laga, maein machal ne lagi
Boond tan pe giri, jaan machal ne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha…
Aankhon se toone, yeh kya keh diya
Dil ye deewana, dhadakne laga
Tanhai mein hum, mile is tarah
Baarish mein shola, bhadak ne laga
Tu tadap ne laga, maein machal ne lagi
Boond tan pe giri, jaan machal ne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha…
Aankhon se toone, yeh kya keh diya
Dil ye deewana, dhadakne laga
Thodi sardi bhi hai
Thodi garmi bhi hai
Thodi hai bebasi
Thodi marzi bhi hai
Aise mein hum bhala
Kya karen tu bata
Jo bhi hota hai woh, hone de dil rubaa
Aankhon se toone, yeh kya keh diya
Dil ye deewana, dhadakne laga
Tanhai mein hum, mile is tarah
Baarish mein shola, bhadak ne laga
Paas aaun jo maein
Dil yeh darta hai kyun
Door jayega tu
Aisa lagta hai kyun
Maine waada kiya, maine li hai kasam
Umr bhar na kabhie, pyar hoga yeh kam
Aankhon se toone, yeh kya keh diya
Dil ye deewana, dhadakne laga
Tanhai mein hum, mile is tarah
Baarish mein shola, bhadak ne laga
Tu tadap ne laga, maein machal ne lagi
Boond tan pe giri, jaan machal ne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha…
Aankhon se toone, yeh kya keh diya
Dil ye deewana, dhadakne laga
Tanhai mein hum, mile is tarah
Baarish mein shola, bhadak ne laga.

Видео Aankhon Se Tune Yeh Kya Keh Diya - Arabic Subtitles : Aamir Khan & Rani Mukherjee (Ghulam 1998) канала Duke Maíz
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
21 мая 2022 г. 23:58:48
00:04:29
Яндекс.Метрика