Загрузка страницы

Sitaron se aagy Jahan aur bhi hein- Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan (English Translation) Virsa

➡️Since the holistic approach teaches us to consider everything in its entirety. The physical has been touched upon too often. In this video we shall nudge the soul and provoke ecstasy in our spirits. The words of Allama Iqbal combined with the magical voice of Rahat Fateh Ali Khan, a disciple of the legendary Nusrat Fateh Ali Khan, creates music that is indeed a treat to the soul.

➡️This Qawali 🎼 is primarily based on the poem from Baal e Jibraeel, "Sitaron se aagy jahan aur nhi hein" but the composers have included many other relevant verses of Iqbal from Iqbal's other works like Baang e Daraa.

#RahatFatehAliKhan #AllamaIqbal #EnglishTranslation

Kalam e Iqbal - Sitaron se aagy Jahan aur bhi hein - Rahat Fateh Ali Khan (English Sub) - Harf e Raz
Virsa Cultural Heritage Show
__________________________________________________________

🔸Faraib-E-Nazar Hai Sakoon-O-Sabaat
Tarapta Hai Har Zarra-E-Kainat
🔹Stability is an illusion of eyes,
For every atom in the world pulsates with change
🔸Theharta Nahin Karwaan-E-Wujood
Ke Har Lehza Hai Taza Shaan-E-Wujood
🔹The caravan of life does not halt anywhere,
For every moment life renews itself
🔸Samjhta Hai Tu Raaz Hai Zindagi
Faqat Zauq-E-Parwaaz Hai Zindagi
🔹Do you think life is great mystery?
No, it is only a desire to soar aloft
🔸Jawanon Ko Meri Aah-e-Sehar De
Phir In Shaheen Bachon Ko Baal-o-Par De
🔹Give to the youth my sighs of dawn;
Give wings to these eaglets again,

🔸Khudaya! Arzoo Meri Yehi Hai
Mera Noor-e-Baseerat Aam Kar De
🔹This, dear Lord, is my only wish
That my insights should be shared by all!

🔸Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain
Abhi Ishq Ke Imtihan Aur Bhi Hain
🔹Other worlds exist beyond the stars
More tests of love are still to come

🔸Har Ek Maqam Se Agay Maqam Hai Tera
Hayat Zauq-e-Safar Ke Siwa Kuch Aur Nahin
🔹The goal that you presume is far and out of view:
What else can be this life but zeal for endless strife?

🔸Tehi, Zindagi Se Nahin Ye Fazaen
Yahan Saikron Karwan Aur Bhi Hain
🔹This vast space does not lack life
Hundreds of other caravans are here

🔸Qanaat Na Kar Alam-e-Rang-o-Bu Par
Chaman Aur Bhi Ashiyan Aur Bhi Hain
🔹Do not be content with the world of color and smell,
Other gardens there are, other nests, too

🔸Tu Hi Nadaan Chand Kaliyon Par Qinaat Kar Gya
Warna Gulshan Mein Alaj-e-Tangi-e-Damaan Bhi Hai
🔹O ignorant one! Only you became content with some flower buds
Otherwise in the garden there is also cure for the your little capacity!

🔸Agar Kho Gya Ek Nasheeman To Kya Gham
Maqamat-e-Aah-o-Faghan Aur Bhi Hain
🔹What is the worry if one nest is lost?
There are other places to sigh and cry for!

🔸Nishan Yehi Hai Zamane Mein Zinda Qoumon Ka
Ke Subha-O-Sham Badalti Hain In Ki Taqdeerain
🔹It is the sign of living nations
their fate changes day and night

🔸Na Pucho Mujh Se Lazzat Khanaman Barbad Rehne
Nasheman Sekron Main Ne Bana Kar Phoonk Dale Hain
🔹Do not ask me of the pleasure of remaining destitute
Hundreds of nests have been made and destroyed by me

🔸Tu Shaheen Hai, Parwaz Hai Kaam Tera
Tere Samne Asman Aur Bhi Hain
🔹You are an eagle, flight is your vocation:
You have other skies stretching out before you

🔸Nahin Tera Nasheman Qasr-e-Sultani Ke Gunbad Par
Tu Shaheen Hai, Basera Kar Paharon Ki Chatanon Mein
🔹Thy abode is not on the dome of a royal palace;
You are an eagle and should live on the rocks of mountains

🔸Guzar Auqat Kar Leta Hai Ye Koh-o-Biyaban Mein
Ke Shaheen Ke Liye Zillat Hai Kaar-e-Ashiyan Bandi
🔹The hawk lives out his days in rocks and desert,
Tame nest‐twig‐carrying his proud claws forswear

🔸Garcha Hai Dilkusha Bohat Husn-e-Farang Ki Bahar
Taeerik-e-Buland Baal, Dana-o-Daam Se Guzr
🔹Ravishing in its power is beauty in the West;
You bird of paradise, resist this earthly trap

🔸Jhapatna, Palatna, Palat Kar Jhapatna
Lahoo Garam Rakhne Ka Hai Ek Bahana
🔹To swoop, withdraw and swoop again
Is only a pretext to keep up the heat of the blood

🔸Prindon Ki Dunya Ka Dervaish Hun Mein
Ke Shaheen Banata Nahin Ashiyana
🔹I am the dervish of the kingdom of birds—
The eagle does not make nests

🔸Gye Din Ke Tanha Tha Main Anjuman Mein
Yahan Ab Mere Raazdaan Aur Bhi Hain
🔹Gone are the days when I was alone in company—
Many here are my confidants now
__________________________________________________________

Poetry & Translation from: https://iqbalurdu.blogspot.com/

➡️Support us:
♠ https://www.patreon.com/mashamholistics
➡️Follow us:
♠ https://www.mashamholistics.com
♠ https://web.facebook.com/MashamHolistics
♠ https://www.instagram.com/ma_sham_holistics/

Видео Sitaron se aagy Jahan aur bhi hein- Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan (English Translation) Virsa канала Masham Holistics
Показать
Комментарии отсутствуют
Введите заголовок:

Введите адрес ссылки:

Введите адрес видео с YouTube:

Зарегистрируйтесь или войдите с
Информация о видео
9 ноября 2020 г. 17:15:01
00:15:07
Другие видео канала
Dil Soz se Khali hai (English Translation) - Rahat Fateh Ali Khan - Kalam e Iqbal - Virsa CulturalDil Soz se Khali hai (English Translation) - Rahat Fateh Ali Khan - Kalam e Iqbal - Virsa CulturalKalam-e-Iqbal by Sanam Marvi - parishan ho ke meri khaakKalam-e-Iqbal by Sanam Marvi - parishan ho ke meri khaakNa Tu Zameen K Liye Hai - English Translation Kalam e Iqbal || Hina NasrullahNa Tu Zameen K Liye Hai - English Translation Kalam e Iqbal || Hina NasrullahKamli Wale Muhammad Toon Sadqe Main (Naat) - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD VideoKamli Wale Muhammad Toon Sadqe Main (Naat) - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan - OSA Official HD VideoTere Ishq ki Intehaa Chahta Hun - (English Translation) Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan - VirsaTere Ishq ki Intehaa Chahta Hun - (English Translation) Kalam e Iqbal - Rahat Fateh Ali Khan - VirsaRahat Fatah Ali Khan - Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi HainRahat Fatah Ali Khan - Sitaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hainkalam-e-Iqbal by Rahat Fateh Ali Khan -Apna Muqam paida kar (complete)kalam-e-Iqbal by Rahat Fateh Ali Khan -Apna Muqam paida kar (complete)Sikwa Jawab E Shikwa by Amjed Farid Sabri and Naeem Abbas Rofi - CompleteSikwa Jawab E Shikwa by Amjed Farid Sabri and Naeem Abbas Rofi - CompleteTu rah Naward e Shouq hai | English Translation Kalam-e-Iqbal | Nusrat Fateh Ali Khan | Tipu SultanTu rah Naward e Shouq hai | English Translation Kalam-e-Iqbal | Nusrat Fateh Ali Khan | Tipu SultanKalam-e-Iqbal by Shafqat Amanat Ali, Sanam Marvi-خودي کا سر نہاںKalam-e-Iqbal by Shafqat Amanat Ali, Sanam Marvi-خودي کا سر نہاںKabhi Aey Haqeeqat e Muntazar || English Translation || Nusrat Fateh Ali KhanKabhi Aey Haqeeqat e Muntazar || English Translation || Nusrat Fateh Ali Khan"Apna Maqam Paida Kar" | Rahat Fateh Ali Khan | Ghazal | Allama Iqbal"Apna Maqam Paida Kar" | Rahat Fateh Ali Khan | Ghazal | Allama IqbalNigah e Faqr Mein - English Translation Kalam e Iqbal || Rahat Fateh Ali Khan & Hina NasrullahNigah e Faqr Mein - English Translation Kalam e Iqbal || Rahat Fateh Ali Khan & Hina NasrullahTu Kuja Man Kuja (Original Full Length) I Ustad Nusrat Fateh Ali Khan I OSA official HD videoTu Kuja Man Kuja (Original Full Length) I Ustad Nusrat Fateh Ali Khan I OSA official HD videoAllama Iqbal, Ghalib aur Ishq par Zabardast Kalam aur Allama Khadim Hussain Rizvi ka BeyanAllama Iqbal, Ghalib aur Ishq par Zabardast Kalam aur Allama Khadim Hussain Rizvi ka Beyan"Koi Umeed Bar Nahin Aati" | Rahat Fateh Ali Khan | Ghazal | Mirza Ghalib"Koi Umeed Bar Nahin Aati" | Rahat Fateh Ali Khan | Ghazal | Mirza Ghalib"Khird Ke Paas" | Allama Iqbal Special |  Hina Nasrullah | Shafqat Amanat Ali"Khird Ke Paas" | Allama Iqbal Special | Hina Nasrullah | Shafqat Amanat AliParishan Ho Ke Meri Khaak - English Translation Kalam e Iqbal | Sanam Marvi | Virsa Cultural ShowParishan Ho Ke Meri Khaak - English Translation Kalam e Iqbal | Sanam Marvi | Virsa Cultural Show
Яндекс.Метрика