Загрузка...

khwab mein kafan dekhna kaisa | khwab mein khud ko kafan dekhna #khwabkitabeer

khwab mein kafan dekhna kaisa | khwab mein khud ko kafan dekhna #khwabkitabeer

Assalamu Alaikum, Brothers and Sisters!
Aaj hum aap se khwab mein kafan dekhne ki tabeer share kar rahe hain. Is khwab ki mukhtalif soortein hain, aur har ek ki apni alag tabeer hai. In tabeeron se aap bohot si mufeed maloomat hasil kar sakte hain jo aapke liye faidemand sabit hogi.

"Jo taabeer maine batai hai, wo mashhoor Islami kutub jese 'Tabeer-ur-Roya' (Hazrat Ibn-e-Sireen R.A.), 'Kitab-ut-Tabeer' (Hazrat Jabir Maghribi R.A.) aur doosre Islami ulama ki taleemat par mabni hai. Ye taabeerain sadiyon se ulama bayan karte aaye hain aur aam tor par durust samjhi jati hain, magar haqeeqi ilm sirf Allah ke paas hai.
Khawabon ki tabeer kayi factors par depend karti hai, jese khwab dekhne wale ka imaan, uske halaat aur khwab ka waqt. Isi liye tabeer ka inhesar sirf kisi aik tafseer par nahi hota, balki isay ehtiyaat se samajhna chahiye.
📌 Agar aap kisi khaas khwab ki tabeer Islami taleemat ke mutabiq confirm karwana chahte hain, to kisi mustanad aalim-e-deen ya Islami scholar se rujoo karein."

Jazak Allahu Khair!

Видео khwab mein kafan dekhna kaisa | khwab mein khud ko kafan dekhna #khwabkitabeer канала Know Everyday 0.1
Страницу в закладки Мои закладки
Все заметки Новая заметка Страницу в заметки